Sadi ke Bad pariniti chopda

 Jaisa ki App logo ko malum hai ki pariniti chopda aur Raghav chadhha ki sadi bade HI dhum dham se manayi gyi aisa dekha gya ki iss sadi mai Arvind kejrival se leke bade bade neta samil huye inki sadi ki bhadhai dene mai,,, 


Aur sabse badi bat to ye nazar aayi ki sadi Mai Bollywood ke sitare bahot kam nazar aaye,,, 

Haha tak bat ki jaye Priyanka chopda ka to Priyanka chopda bhi sadi mai nhi aa payi ,,,,

Insabhi khabro ke bich mai aisa suna gya ki parineeti chopda boli ki jitna famous hamari sadi hui jitni hit bole to hamari sadi hui utani hit to hamari koi movie bhi nhi hui

Comments